Reading Score Earn Points & Engage
Drama

Sad: chapter 1

Chapter 2 soon

May 5, 2024  |   2 min read

N P

Nirmal Pandey
Sad: chapter 1
5 (1)
1
Share
Story staring: Haar kithab me ek aysa kahani jarur hota haa jisma kuchh accha ya kuch bahut burra likha hota haa aur mera kahani bhi kuch aaysi isliye tho Mera kahani ma kab kuch accha nahi likha hu tha chali shuru karta hai

Now story was started

Shayad: Hii dosto mera naam shayad haa ma vho insaan hu jaiska life ma kab Kushi naam chez nahi tha chali aaya mera ek chota sa duniya ko dekhta hu ya mummy

Mummy: chalo bata ready ho jao school ka liya

Shayad: haa mummy aur ya haa Mera papa

Papa: Aur bata padhai kaisi chal raha haa

Shayad: acha chal Raha papa

Shayad:Aur sabsa Kass insaan ya haa Mera Chota bhai, haar din ki tarah ma aapne school ka liya nikal Gaya tha aur jab ma school pucha tho thoda dar baad ma barshi chalu ho gya aur ma aapna classroom ma ja kar baith Gaya aur dusri taraf mera mummy papa aur mera chota Bhai khai jaana ka liya nikal padha aur jab ma school sa Ghar aaraha tha tab dur sa dekha tho bahut bheed tha aur ambulance bhi khada tha aur jab ma ambulance ka pass pucha tho dekh ambulance sa lass nikal raha tha jab aur ma pass Jaa kar dekha tho voh aur kisi ka pass nahi mera mummy papa aur mera bhai ka tha sab log ektha ho kar dekha ja raha tha Mera lachhari par aur ma uss saama hosh mein nahi tha ki ma kisi ka jab da saku kuchh dahar baad Mera saara rishtedar chacha chachi sab log aaya gaya aur mera mummy papa aur mera bhai ka pass ko uttha kar la ja raha tha aur kuch hi saama ma unka antim sanskaar kar diya gays, jo rishtadar Aaj sa phela jab bhi koi kaam hota tho bahana banaa kar nahi aata tha aur Aaj sab log aaya haa

Chacha: ab hama usko aapna sath rakhna ho ga

Chachi: kya bol rahao AAP aapka dimag kharab tho nahi ho gya haa hamara phela sa hi ek chota beta aur chhoti beti haa aur aap kha Raha ho ki usko bhi aapna saatha rakhana ho ga ya.

Chacha: Arr dimag sa kaam lo aagar vho hamara sath raha ga tho hmm uska saara dhan Daulat la sakta ha

Chachi: arr haa ma tho ya soch hi nahin pai par AAP kaisa usko aapna sath rakho ga

Chacha: tum uska tension mat lo sab ma dekh lu ga

Shayad: ma uss din yah to samajh gaya tha vho sab Mera liya nahi mere papa ka property ka liya aaya tha tab uss saama chacha aur chacha aati ha aur bolti haa

Chacha: shayad bata thum hamare sath rahao ga chinta mat lo ham haa naa

Shayad: tab chachi

Chachi: haa shayad bata tum chinta mat lo haam haa naa thumara liya

Shayad: Nahi ma kahi nahi jau ga ya Ghar chod kar ha mara mummy papa ka Ghar haa

Chacha: arr bata thum akhal

Chapter 2 coming soon

Writing by: Nirmal Kumar

Thanks

Please rate my story

Start Discussion

0/500

Comments

N P

Nirmal Pandey

May 3, 2024

My story was incomplete because next scene I am writing coming up

0/500