1.
Apni dil ki baat unse kah bhi nahi sakte ,
Bina kah rah bhi nahi sakte ;
Ye khuda aisi taqdeer banao ,
O khud aakar ham aapke bina rah nahi sakte .
2.
Ki ab koi aur chhuyega tujhe ye soch kar pal-pal marta rahta hu ,
Najme likhte hu aur raat bhar padhta rahta hu ;
Agar mere yaado se kabhi aajadi jo jaye kisi aur ke sath teri shaadi ho jaye ,
Ho sake to mujhe mere ishq ka daam de dena ,
Apne bacche ko mera Name de dena .
3.
Jiske piche jitna bhagoge ,
Apni ahmiyat utna hi kho doge .
4.
Socha na tha ye safar itna khoobsurat hoga ,
Na chahte huye bhi hame aapse
Alvida kahna hoga .
5.
Khas to tu aaj bhi hai bus ,
Jatana chhod diya ;
Yaad to roj karu ,
Batana chhod diya.
6.
Mujhe chahte hai bahut log ,
Par mujhe mohabbat hai
Sirf apni mohabbat se .
7. Karte hai Alvida aapko ,
Dil se accept kijiyega;
Dil me basaya hai aapko ,
Waqt mile to yaad kijiyega.