Chapter 5: Manzil Ka Safar
Aaj jab main piche mud kar dekhta hoon, to sirf dard nahi dikhta, balki ek safar dikhai deta hai - jisme girne ka darr tha, lekin rukne ka iraada nahi tha. Har kadam par maine khud se wada kiya tha ki chahe kuch bhi ho, rukhunga nahi. Aur aaj, main apni manzil ke kareeb hoon.

